Powered By Blogger

Wednesday, June 10, 2009

Kasam Ki Kasam...


Kasam ki kasam hai kasam se
Humko pyaar hai sirf tumse........
Ab yeh pyaar na hoga phir humse

Log kehte hain paagal hoon main yeh bhi na jaanoon
Dil lutaaya hai maine, ab kisi ki na maanoon
Chain de karke maine bechainiyaan yeh li hai
Neendein udaake maine tumse vafaayein ki hai

Kasam ki kasam hai kasam se
Jee rahe hain hum tere dam se
Ab yeh pyaar na hoga phir humse
Kasam ki kasam hai kasam se
Humko pyaar hai sirf tumse

Kuch ishaaron mein tumne humse jo yeh kaha hai
Ab yakeen aa raha hai, tumko bhi kuch hua hai
Kyoon tumko dekhte hain, kya dil mein sochte hai
Toofaan jo uth raha hai, hum usko rokte hain
Kasam ki kasam hai kasam se
Yeh milan hai sanam ka sanam se
Ab yeh pyaar na hoga phir humse

Kasam Ki kasam

Haan kasam

Yeh kasam

Di kasam

Li kasam

Haan kasam

Kasam Kasam Kasam

Kasam ki kasam hai kasam se
Humko pyaar hai sirf tumse
Ab yeh pyaar na hoga phir humse...


No comments:

Total Pageviews